Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar tere pichhe main ghunghat giraayi ke chalun maathe sindoor bindiya sajaayi ke chalun tere pichhe main ghunghat giraayi ke chalun maathe sindoor bindiya sajaayi ke chalun aankh chooke to harjaayi ud jaaye re aankh chooke to harjaayi ud jaaye re chhod ke mera solah singaar bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar kabhi meethi gulabiyan ko tarsaaye tu kabhi champa ki daali pe bhawraaye tu kabhi meethi gulabiyan ko tarsaaye tu kabhi champa ki daali pe bhawraaye tu kitni kaliyon pe jaayega tu haaye re kitni kaliyon pe jaayega tu haaye re mere bhanwre ke kaliyaan hazaar bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar
Bairi Chhod De
ish ish bairi piya bada bedardi ish ho bairi piya bada bedardi dil ka dard na jaane saudaai harjaai zulmi ram duhaai kaise kahoon kaase kahoon haai ram dil ka dard na jaane na jaane na jaane na jaane jaane jaane haai bairi piya bada re bedardi ho hoo bairi piya bada be ish hmmmmmm tu door jo tha to paas hi tha ab paas hai to door hai kyoon na jaane jaane jaane jaane jaane tu door jo tha to paas hi tha ab paas hai to door hai kyoon aa paas to aa pehna bhi de ye kangna na sataa ab maan bhi le ye kehna kaise kahoon kaase kahoon ram kangna kehna na maane na maane na maane na maane ye kangna bada bedardi ho ye kangna bada bedardi kangna kehna na maane deewana aawaara sangdil ram duhaai ab maan bhi jaao na na na na na tum paas to aao na haan haan re haan haan beheki beheki baaton mein teri dheere dheere aane lagi jugnu ne mujhse kaha aisa hai ye tera piya le hi jaayega tera jiya haa pyaari pyaari baaton pe teri chaandni bhi hasne lagi taare muskuraane lage hawa
Baith Ja Khadi Ho Ja
baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas tu kuchh kahe naa main kuchh kahoon tu kuchh kahe naa main kuchh kahoon baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas saawan gujarun kaise main ab ke saal ka saawan gujarun kaise main ab ke saal ka kaise jawaab doon kisi bhi sawaal kaa kisi bhi sawaal kaa aur baat ho koi kisi se puchh loon baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa apni aankhon mein tujhko basa loon aa apni aankhon mein tujhko basa loon aankhon pe palkon ka parda gira looooon dekhoon kisi ko na tujhe dekhne doon baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas baahon mein teri main yun jhool jaaun baahon mein teri main yun jhool jaaun bhool saku to main tujhe bhool jaaun tujhe bhool jaaun yaad teri aaye to main
hmmm mmmm mmmm mmmm lalala lalala lalalaaa lalalala lalala lalala lalalalaa lalalala baithe hain kya us ke paas lala laaa lalalaa aina mujh sa nahin lalala laaa lalalaa meri taraf dekhiye lalala laaa lalalaa lalalala lalala lalala lalalalaaa lalalala meri taraf dekhiye lalala lalala lalala uri baba baba bababa bubu bubu hooo hooooo hooo hooooo hooo hooooo hooo hooooo aine ki nazar mein haa hoooo aisi masti kahaan hai ho hoooo masti meri nazar ki aaaa itni sachchi kahaan hai aine ki nazar mein aisi masti kahaan hai masti meri nazar ki itni sachchi kahaan hai zuu zuu zuu zuu zuuu baithe hain kya us ke paas la la laaa lalalaa aina mujh sa nahin lala laaa lalalaa meri taraf dekhiye lalala laaa lalalaa aaa aaa aaa aaa aahaaaan aaaa haan haan aaaa haan haan aaaa haan haan aaaa haan haan ye lab hum kyun na chhu len haa hoooo yun hi aahen bharen kya ho hoooo hum se bhi khoobsurat aaaa tum ho hum bhi karen kya ye lab hum kyun na chhu len yun hi aahen bharen kya hum se bhi
baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye baithe hain reh guzar par akaash par sitaare chal chal ke tham gaye hain akaash par sitaare chal chal ke tham gaye hain hooo sabnam se sard aansoo phoolon pe jam gaye hain hum par nahi kisi par ae kaash reham khaaye shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par raahon mein kho gayi hain hasrat bhari nigaahen raahon mein kho gayi hain hasrat bhari nigaahen hoo kab se lachak rahi hain armaan ki narm baahen har mod par tamanna aahat usi ki paayen shayad wo dard jaane shayad wo laut aayen baithe hain reh guzar par dil ka diya jalaaye baithe hain reh guzar par
baiyaan na dharo o balma baiyaan na dharo o balma baiyaan na dharo o balma na karo mose raaaaar baiyaan na dharo o balma dhalegi chunariyaa tan se dhalegi chunariyaa tan se tan se tan se aa aa aa aa dhalegi chunariyaa tan se hansengi re chudiyan chhan se hansengi re chudiyan chhan se chhan se hansengi re chudiyan machegi jhankaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo o balma mohe chhodo haai sajnaa mohe chhodo haai mohe chhodo mohe chhodo chhodo chhodo sajnaa mohe chodo haai sajnaa diya sees uthaye sajnaa diya sees uthaye uthaye sajnaa diya sees uthaye sajnaa raha mohe nihaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo o balma main to aap behki behki main to aap behki behki behki behki aa aa aa aa aa main to aap behki behki chaloon jaise mehki mehki chaloon jaise mehki mehki chaloon jaise mehki chameliyon ki daaaaar baiyaan na dharo o balma na karo mose raaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo
Balamva Bolo
haay balma anari man bhaye balma anari man bhaye ka karun samajh na aaye aaa ka karun samajh na aaye haye raam balma anari man bhaye mann bhaye balma anari man bhaye puchhe prem ka matlab hum se puchhe prem ka matlab hum se jane na kuchh puchhe sab hum se jane na kuchh puchhe sab hum se uljhan badhti jaye aaaa uljhan badhti jaye haye raam balma anari man bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye mann bhaye balma man bhaye balma anari man bhaye balma anari man bhaye honth hile to baat na jane honth hile to baat na jane nain mile to ghaat na jane nain mile to ghaat na jane nis din jee tarsaye aaaa nis din jee tarsaye haye raam balma anari man bhaye neha laga aise preetam se neha laga aise preetam se bin karan jo roothe hum se bin karan jo roothe hum se samjhe na samjhaye aaaa samjhe na samjhaye haye raam balma anari man bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye bhaye balma anari man bhaye man bhaye balma man
balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan re balma bada nadaan baiyaan pakduuun baiyaan pakdun haath dabaaun baiyaan pakdun haath dabaaun samjhat naahi kaise samjhaaun samjhat naahi kaise samjhaaun laakh jatan kiye haar gayi main rogi ho gayi jaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan bedardi sang naata laagaaaaa bedardi sang naata laaga meri preet ka bhaag na jaga meri preet ka bhaag na jaga binti karun main paiyaan padun main ab to meri maan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan
baalmavaa naadaan aaa aaaa aaa aa baalmavaa naadaan samjhaaye na samjhe dil ki batiyaan baalmavaa naadaan baalmavaa naadaan ho naadaan ho naadaan balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani main chanda ki chandni hoon main taaron ki raani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani mere matwaale nainon se chhalke mast jawaani in nainon ki balma tune koyi kadar na jaani o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma jaa ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane ek raat ki mehfil hai yeh jhoom le o mastaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane dekh shamma par aakar kaise marte hain parwaane jee ke marna marke jeena pagle tu kya jaane o balma ja ja ja o balma ja ja ja ab kaun tujhe samjhaye o balma ja ja ja o balma jaa
balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar pag pag chalun bal khaati khud bhi naa jaanun kahaan pag pag chalun bal khaati khud bhi naa jaanun kahaan kehta hai ye dil matwaala aaj apna hai saara jahaan o hoo hoo hoo balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar chhun chhun bole mori paayal aaja kahe saajnaa chhun chhun bole mori paayal aaja kahe saajnaa aaja ki ye saare nazaare saiyaan fike hai tere bina o hoo hoo hoo hoo balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar balmaa khuli hawa mein
balmaa maane na bairi chup na rahe laagi mann ki kahe haai paa ke akeli mori baniyaan dhare balmaa maane na bairi chup na rahe laagi mann ki kahe haai paa ke akeli mori baniyaan dhare balmaa maane na jab jab paltoon gaagar bhar ke aa aa aaaaaa aa aa aaaaaa aa aaaaaa aa aaaaaaaaaa jab jab paltoon gaagar bhar ke latt reh jaaye mukh pe bikhar ke jab jab paltoon gaagar bhar ke latt reh jaaye mukh pe bikhar ke baat kahe aisi dilwaala baat kahe aisi dilwaala tadpe aur tadpaaye mohe balmaa maane na bairi chup na rahe laagi mann ki kahe haai paa ke akeli mori baniyaan dhare balmaa maane na ghoonghat daaroon nain churaaon aa aa aaaaaa aa aaaaaa aa aaaaaaaaaa ghoonghat daaroon nain churaaon ghabraahat mein raah na paaoon ghoonghat daaroon nain churaaon ghabraahat mein raah na paaoon wo baanka rasiya matwaala wo baanka rasiya matwaala sune na mori apni hi kahe balmaa maane na bairi chup na rahe laagi mann ki kahe haai paa ke akeli mori baniyaan dhare balmaa maane na
baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalmaa dekha pehli baar tumhen haay kya nazaara tha dekha pehli baar tumhen haay kya nazaara tha kis tarah batayen tumhen haal jo humaara tha kis tarah batayen tumhen haal jo humaara tha luta hai dil ye bekraar ne bekraar ne bekraar ne baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalmaa ho jo mere bas mein to motiyon mein taul doon ho jo mere bas mein to motiyon mein taul doon pyaar hai kisi se tumhen bhed saara khol doon pyaar hai kisi se tumhen bhed saara khol doon thaani hai kya dil mein sarkaar ne sarkaar ne sarkaar ne baalma saajna baalma saajna duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalma saajna baalma saajna haan duniya bhula di tere pyaar ne tere pyaar ne tere pyaar ne baalmaa
ho balma sipahiya haaye teri dambook se dar laage ho laage re jiyara dhak dhak dhak dhak dhak dhak zor se bhaage are balma sipahiya haaye teri dambook se dar laage ho laage re jiyara dhak dhak dhak dhak dhak dhak zor se bhaage ho jiyara dhak dhak dhak dhak dhak dhak zor se bhaage sharma ke preetam teri prem bhari baaton se dhaanp diya re jalta deepak maine haathon se kal peepal ki chaanv mein baaten hongi gaanv mein daiya re daiya haaye re meri bairan padosan jaage jaage re kangna khan khan khan khan khan khan baajan laage ae balma sipahiya haaye teri dambook se dar laage ho laage re jiyara dhak dhak dhak dhak dhak dhak zor se bhaage shaam ko pakda haath savere tak na chhoda re kaise bedardi se baabul ne naata joda re tauba raam duhaayi re mudd gayi meri kalaayi re mar gayi main maiyyaa haaye re jaane ib ka ho iske aage aage re paayal chhan chhan chhan chhan chhan chhan zor se baaje ae balma sipahiya haaye teri dambook se dar laage ho laage re jiyara dhak dhak dhak
bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi dekh ke ee bambai ka najara dil ki dhadkan tham gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi dekh ke ee bambai ka najara dil ki dhadkan tham gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi chanchal shokh haseenon ki dekho yahan bharmaar hai husn ke saare rangon ki chaupaati pe bahaar hai sone chandi ke upar bani huyi ye bastiyaan in galiyon in koochon mein rehti hai filmi hastiyaan unko to ye swarg lage jinki jeb mein maal hai mara mara phirta hai jo kadka kangaal hai lakhon ki roji roti lakhon ki takdeer hai yahan jo aaya gaya nahin shehar nahin zanjeer hai hum jo aaye ee nagari mein apni tabiyat ram gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi bam bam bam bam bambai bambai humko jam gayi unchi unchi buildingein rahne ko par ghar nahin itne sare raaste chalne ko par dagar
chhani gayi buti aaj to jam ke are hoyi gayi tabiyat jhak jai bam bhole aaj to bhang ka rang chadha chochak bam bam bhole baba chhaya nasha re bam bam bhole baba chhaya nasha re nache jiya ih jab se suna re logo suno to humne suna jo aayega re aayega hamaar ghar babua aayega re aayega hamaar ghar babua bam bam bhole babaa sona chaandi rupiya na paisa humen munna mile hira aisa puchho puchho to hoga wo kaisa hoga hoga wo hamre jaisa are badi badi akhiyan mein ganga jamna ka hilkora chhanv pade maila ho chhora aisa gora gora ha ha aayega re aayega aayega re aayega hamaar ghar babua bam bam bhole babaa mori nazon ki baali bahiniya dulha dhundunga tore liye raniya koi baraat dekhegi duniya banke jaayegi jab tu dulhaniya are bitha ke doli raja sainya tujhko le jayega bua bina ghar soona hoga to babua aayega ha ha aayega re aayega aayega re aayega hamar ghar babua bam bam bhole babaa kaahe munne ki amma lajaye kaahe ghunghta mein mukhada chhupaye aaja main tohe garwa
hey hey hey hey hey hey hey bambai se aaya mera dost dost ko salaam karo raat ko khao piyo din ko aaram karo bambai se aaya mera dost dost ko salaam karo raat ko khao piyo din ko aaram karo waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa sab mil ke nacho gaaoo chhutti hai mauj manao sab mil ke nacho gaaoo chhutti hai mauj manao are are sab mil ke nacho gaaoo chhutti hai mauj manao sab mil ke nacho gaaoo chhutti hai mauj manao bambai se aaya mera dost dost ko salaam karo raat ko khao piyo din ko aaram karo waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa gaye raja maharaja ab sab tujha maajha gaye raja maharaja ab sab tujha maajha are mil ke bajao baaja halwa khao taaza mil ke bajao baaja halwa khao taaza sabhi ameer bano garibi door karo raat ko khao piyo din ko aaram karo bambai se aaya mera dost dost ko salaam karo raat ko khao piyo din ko aaram karo waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa waa
hey yeh bambai shaher haadson ka shaher hai yeh bambai shaher haadson ka shaher hai yahaan zindagi haadson ka safar hai yahaan roz roz har mod mod pe hota hai koi na koi haadsaa haadsaa haadsaa haadsaa yahaan ki khushi aur ghum hai anokhe bade khubsoorat se hote hai dhoke bahot tej raftaar hai zindagi ki hai fursat kise koi itna bhi soche khushi haadsaa hai ghum haadsaa hai haqeeqat bhula kar har ik bhagtaa hai yahaan roz roz ki bhaag daud mein hota hai koi na koi haadsaa haadsaa haadsaa haadsaa yahaan aadmi aasman chumten hain nashe mein tarakki ke sab jhoomte hain hari roshni dekh bhaagi wo caaren achaanak ruki phir se ban ke qataarein yahaan ke parindon ki parwaaz dekho haseenon ke chalne ka andaaz dekho yahaan husn ishq ki aabo hawaa mein hota hai koi na koi haadsaa haadsaa pyaar ka haadsaa yeh bambai shaher haadson ka shaher hai yahaan zindagi haadson ka safar hai yahaan roz roz har mod mod pe hota hai koi na koi haadsaa haadsaa haadsaa haadsaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bairi Aanchal Pag Pag Rahgir (1969) 03:08 32736
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padma Devi
Duration : 03:08   Song Number : 32736   

Bairi Chhod De Babul Ki Galiyan (1972) 03:53 38781
 
Poster of Babul Ki Galiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:53   Song Number : 38781   

Bairi Piya Devdas (2002) 05:20 17927
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Duration : 05:20   Song Number : 17927   

Baith Ja Khadi Ho Ja Amir Garib (1974) 05:33 38066
 
Poster of Amir Garib (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 05:33   Song Number : 38066   

Baith Mere Paas Tujhe Yaadon Ki Kasam (1985) 06:06 18424
 
Poster of Yaadon Ki Kasam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Zeenat Aman
Duration : 06:06   Song Number : 18424   

Baithe Hain Kiya Jewel Thief (1967) 04:59 39006
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:59   Song Number : 39006   

Baithe Hain Reh Guzar Par 40 Days (1959) 03:33 12543
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:33   Song Number : 12543   

Baiyaan Na Dharo Dastak (1970) 04:30 20192
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Carukesi
Duration : 04:30   Song Number : 20192   

Balamva Bolo Picnic (1966) 04:54 39876
 
Poster of Picnic (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shobha Khote
Duration : 04:54   Song Number : 39876   

Balma Anari Man Bhaye Bahurani (1963) 04:25 32823
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Hemant
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 32823   

Balma Bada Nadaan Re Albela (1951) 03:06 19114
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:06   Song Number : 19114   

Balma Ja Ja Ja Aaram (1951) 02:43 11827
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:43   Song Number : 11827   

Balma Khuli Hawa Mein Kashmir Ki Kali (1964) 03:35 11922
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:35   Song Number : 11922   

Balma Maane Na Bairi Chup Na Rahe Opera House (1961) 03:32 31085
 
Poster of Opera House (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
B Saroja Devi
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 31085   

Balma Sajna Duniya Bhoola Di Akalmand (1966) 03:55 19362
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:55   Song Number : 19362   

Balma Sipahiya Dushman (1971) 03:34 17526
 
Poster of Dushman (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 03:34   Song Number : 17526   

Bam Bam Bambai Swarg (1990) 05:12 37409
 
Poster of Swarg (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 05:12   Song Number : 37409   

Bam Bam Bhole Baba Bambai Ka Maharaja (1980) 06:13 37451
 
Poster of Bambai Ka Maharaja (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
sarika, Raj Kiran
Duration : 06:13   Song Number : 37451   

Bambai Se Aaya Mera Aap Ki Khatir (1977) 03:18 20195
 
Poster of Aap Ki Khatir (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri, Chorus
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Rekha
Duration : 03:18   Song Number : 20195   

Bambai Shaher Haadson Ka Shaher Haadsaa (1983) 04:03 18362
 
Poster of Haadsaa (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Cutting Crew
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Jaya Bhaduri
Duration : 04:03   Song Number : 18362